Table of Contents

Commodity Use Ki Jati Hai Jo Nature Se Milti Hai Aur Jo Ham Manufacture Nahi Kar Sakte Hain, Jaise Ki Gold, Silver, Aur Crude Oil. Stock Se Stock Market Banta Hai, Aur Vaise Hi Commodity Se Commodity Market Banta Hai. Stock Market Mein NSE Aur BSE Do Stock Exchange Hain, Vaise Hi Commodity Market Mein MCX Aur NCDEX Do Commodity Exchange Hain.

MCX (Multi Commodity Exchange Of India Limited) Exchange Mein Sabse Zyada Trading Hoti Hai NCDEX Ke Comparison Mein. NCDEX (National Commodity & Derivatives Exchange Limited) Ke Exchange Mein Sabse Kam Trading Hoti Hai MCX Exchange Ki Comparison Mein. Commodity Market Mein Commodity Ki Price Fix Nahi Hoti, Balki Commodity Ki Price Demand Aur Supply Ke Base Par Up And Down Hoti Hai.

Stock Market Day Mein 9:15 AM Se Open Hota Hai Aur 3:30 PM Baje Stock Market Close Hota Hai. Stock Market Monday Se Friday Tak Open Rahta Hai, Jabki Saturday Se Sunday Stock Market Close Rahta Hai.

Commodity Market Ki Timings :

Standard Timing : 9 AM To 11:30 PM

Agri Commodities : 9 AM To 5 PM 

Non Agri Commodities : 9 AM To 11:30 PM

Commodity Market Mein Yeh Fayda Hai Ki Aap Din Mein Job Karte Hain Ya Phir Koi Bhi Work Karte Hain, Toh Aap 11:30 PM Tak Commodity Market Mein Gold, Silver, Crude Oil, Natural Gas Mein Trading Kar Sakte Hain. Commodity Market 9 AM Se Open Hota Hai Aur 11:30 PM Par Commodity Market Close Hota Hai.

Commodity Ki Price Demand Aur Supply Ke Base Par Change Hoti Hai. Agar Supply Low Hai Aur Demand High Hai, Toh Price High Hogi. Agar Supply High Hai Aur Demand Low Hai, Toh Price Low Hogi. Commodity Market Mein Commodity Ki Price High Hogi, Tab Ek Person Ke Liye Profit Bhi Hota Hai Aur Ek Person Ke Liye Loss Bhi Hota Hai.

Commodity Market Mein Ek Person Ka Profit Hota Hai Aur Ek Person Ka Loss Bhi Hota Hai. Commodity Market Mein Aap Commodity Ko Physical Buy And Sell Nahi Karte, Balki Commodity Market Mein Aap Commodity Virtual Buy And Sell Karte Hain. Commodity Ko Physical Buy And Sell Karne Par Expensive Cost Aati Hai, Lekin Commodity Ko Virtual Buy And Sell Karte Waqt Yeh Cost Bach Jati Hai.

Physical Commodity Market Mein Sabhi Type Ki Commodity Ko Buy And Sell Kar Sakte Hain, Lekin Virtual Commodity Market Mein Kuch Hi Commodity Ko Buy And Sell Kiya Ja Sakta Hai.

Commodity Market Mein 2 Types Ki Commodities Hoti Hain :

COMMODITY MARKET

[1] Non Agri Commodity 

[2] Agri Commodity

Commodity Market Mein 4 Types Ki Commodities Hoti Hain :

TYPES OF COMMODITY

[1] Non Agri Commodity

Non Agri Commodity Mein 3 Types Ki Commodities Hoti Hain :

Non Agri Commodity

(1) Base Metal :

BASE METAL
  1. Aluminium
  2. Copper
  3. Lead
  4. Zinc
  5. Nickel

Base Metal Commodities Mein Yeh Sab Commodities Shamil Hain.

(2) Precious Metal :

Precious Metal
  1. Gold
  2. Silver

Precious Metal Commodities Mein Yeh Sab Commodities Shamil Hain.

Precious Metal Mein Sabse Adhik Trading Gold Mein Hoti Hai.

(3) Energy Commodity :

ENERGY COMMODITY
  1. Crude Oil
  2. Natural Gas

Energy Commodity Mein Yeh Sab Commodities Shamil Hain.

[2] AGRI COMMODITY

Agri Commodity Mein 1 Types Ki Commodity Shamil Hai.

(4) Agri Commodity :

AGRI COMMODITY
  1. Wheat
  2. Turmeric
  3. Coriander
  4. Cotton
  5. Mustard Seed
  6. Castor Oil
  7. Palm Oil
  8. Soyabean
  9. Chana
  10. Bajra

Agri Commodity Mein Yeh Sab Commodities Shamil Hain.

Commodity Trading Mein Sabse Zyada Trading Crude Oil, Gold, Silver, Natural Gas, Aur Agricultural Commodities Mein Hoti Hai.

Stock Market Mein Aap Trading Karte Hain. To Aap Cash Mein Aur Derivative Mein Buy Aur Sell Kar Sakte Hain.

Cash Mein Buy Karne Ka Matlab Hai Ki Aapne Stock Ko Buy Kar Liya Ya Hold Kar Liya.

Lekin Commodity Market Mein Aap Cash Mein Trading Nahi Kar Sakte Hain. Commodity Market Mein Aap Derivative Mein Trading Hi Kar Sakte Hain.

Commodity Market Mein Trading Karne Ke Liye Commodity Ka Lot Size Buy Karna Hota Hai.

Commodity Market Mein Aapko Commodity Ko Trading Karne Ke Liye Lot Size Ko Choose Karna Hota Hai.

Commodity Market Mein Option And Future Mein Trading Karni Hoti Hai.

Commodity Market Mein Trading Karne Ke Liye Aapko MCX Aur NCDEX Exchange Ko Apne Broker Ki Aap Se Activate Karna Padega.

Commodity Market Mein Commodity Ki Lot Size Different Hoti Hai.

FUNDAMENTALS OF COMMODITY TRADING

CommodityUnit

1 Lot Size

Gold

Tola (10 gm)

1 kg (10 gm x 100) (1000gm)

Crude Oil

Barrel

100 barrel

Natural Gas

MMbtu (metric million british thermal unit)

1250 mmbtu

Aluminium

MT (1000 kg)

5 mt (5000 kg)

SilverKg

30 kg

Gold Ki Baat Karein Toh Gold Ka Unit Tola Hai. Vo (10 Gm) Ka Hota Hai. Gold Ki 1 Lot Size 1 Kg (10 Gm × 100) (1000 Gm) Hai. Gold Mein Trading Karne Ke Liye 1 Kg Gold Buy Karna Padega.

Crude Oil Ki Unit Barrel Hai. Crude Oil Mein 1 Lot Ki Size 100 Barrel Hai. Crude Oil Mein Trading Karne Ke Liye 100 Barrel Crude Oil Buy Karna Padega.

Natural Gas Ki Unit MMBtu (Metric Million British Thermal Unit) Hai. Natural Gas Mein 1 Lot Ki Size 1250 MMBtu Hai. Natural Gas Mein Trading Karne Ke Liye 1250 MMBtu Natural Gas Buy Karna Padega.

Aluminium Ki Unit Mt (1000 Kg) Hai. Aluminium Mein 1 Lot Ki Size 5 Mt (5000 Kg) Hai. Aluminium Mein Trading Karne Ke Liye 5 Mt (5000 Kg) Aluminium Buy Karna Padega.

Silver Ki Unit Kg Hai. Silver Mein 1 Lot Ki Size 30 Kg Hai. Silver Mein Trading Karne Ke Liye 30 Kg Silver Buy Karna Padega.

GOLD

CRUDE OIL

NATURAL GAS

Gold (1 kg)

Crude Oil (100 barrel)

Natural Gas (1250 mmbtu)

Gold Mini (100 gm)

Crude Oil Mini (10 barrel)

Natural Gas Mini (250 mmbtu)

Gold Guinea (8 Gm)

Gold Petal (1 gm)

Gold :

Gold Mein 1 Lot Ki Size 1 Kg Hai. Gold Mein Trading Karne Ke Liye 1 Kg Gold Kharidna Padega.

Gold Mein 1 Mini Lot Ki Size (100 Gm) Hai. Gold Mein 1 Mini Lot Size Mein Trading Karne Ke Liye 100 Gram Gold Kharidna Padega.

Gold Mein 1 Guinea Lot Ki Size (8 Gm) Hai. Gold Mein 1 Guinea Lot Size Mein Trading Karne Ke Liye 8 Gram Gold Kharidna Padega.

Gold Mein 1 Peta Lot Ki Size (1 Gm) Hai. Gold Mein 1 Peta Lot Size Mein Trading Karne Ke Liye 1 Gram Gold Kharidna Padega.

Crude Oil :

Crude Oil Mein 1 Lot Ki Size (100 Barrels) Hai. Crude Oil Mein Trading Karne Ke Liye 100 Barrels Crude Oil Kharidna Padega.

Crude Oil Mein 1 Mini Lot Ki Size (10 Barrels) Hai. Crude Oil Mein 1 Mini Lot Size Mein Trading Karne Ke Liye 10 Barrels Crude Oil Kharidna Padega.

Natural Gas :

Natural Gas Mein 1 Lot Ki Size (1250 MMBtu) Hai. Natural Gas Mein Trading Karne Ke Liye 1250 MMBtu Natural Gas Kharidna Padega.

Natural Gas Mein 1 Mini Lot Ki Size (250 MMBtu) Hai. Natural Gas Mein 1 Mini Lot Size Mein Trading Karne Ke Liye 250 MMBtu Natural Gas Kharidna Padega.

TICK SIZE

Tick Size Se Ye Pata Chalta Hai Ki Hame Kitna Profit Hota Hai.

Tick Size Basically Ye Batati Hai Ki Commodity Market Me Kitni Fluctuation Ho Rahi Hai.

Crude Oil :

Commodity

Units

Lot Size

Tick Size

Profit/Loss for per tick move

Profit/Loss for every ₹ 1 Move

Crude Oil

1 barrel

100 barrel

1100100

Crude Oil Ki Unit Barrel Hai. Crude Oil Me 1 Lot Ki Size 100 Barrel Hai. Crude Oil Ka Tick Size 1 Hai. Matlab Ye Hai Ki Crude Oil Ki Price 1000 Hai. Tab Crude Oil Ki Price Up And Down Hogi To 1001 Ya Fir 999 Hogi. Crude Oil 1 Tick Size Me Change Hoga To 100 Profit Ya Fir 100 Ka Loss Hoga. Crude Oil Me ₹ 1 Ki Price Up And Down Hogi Tab 100 Ka Profit Ya Fir 100 Ka Loss Hoga.

Gold :

Commodity

Units

Lot Size

Tick Size

Profit/Loss for per tick move

Profit/Loss for every ₹ 1 Move

Gold

10 gm (1 tola)

1000 gm (1 kg or 100 tola)

1100100

Gold Ki Unit 10 Gram (1 Tola) Hai. Gold Mein 1 Lot Ki Size 1000 Gram (1 Kilogram Ya 100 Tola) Hai. Gold Mein Tick Ki Size 1 Hai. Matlab Ye Hai Ki Gold Ki Price 1000 Hai. Tab Gold Ki Price Up And Down Hogi Toh 1001 Ya Fir 999 Hogi. Gold Mein 1 Tick Size Mein Change Aaya Toh ₹ 100 Ka Profit Ya Fir ₹ 100 Ka Loss Hoga. Gold Mein ₹ 1 Ki Price Up And Down Hogi Toh 100 Ka Profit Ya Fir 100 Ka Loss Hoga.

Natural Gas :

Commodity

Units

Lot Size

Tick Size

Profit/Loss for per tick move

Profit/Loss for every ₹ 1 Move

Natural Gas

1 Mmbtu

1250

0.10

125

1250

Natural Gas Ki Unit 1 MMBtu Hai. Natural Gas Ki 1 Lot Ki Size 1250 Hai. Natural Gas Ki Tick Size 0.10 Hai. Matlab Ye Hai Ki Natural Gas Ki Price 1000 Hai. Tab Natural Gas Ki Price Up And Down Hogi. Tab 1000.10 Ya Fir 999.90 Hogi. Natural Gas Mein 1 Tick Size Mein Change Hoga. Tab 125 Ka Profit Ya Fir 125 Ka Loss Hoga. Natural Gas Mein ₹1 Ka Up And Down Hoga Tab Aapka 1250 Profit Ya Fir 1250 Ka Loss Hoga.

Aluminium :

Commodity

Units

Lot Size

Tick Size

Profit/Loss for per tick move

Profit/Loss for every ₹ 1 Move

Aluminium

MT (Metric Ton) 1000 kg

5000 kg (5 MT)

0.05

2505000

Aluminium Ki Ek Unit Mt (Metric Ton) 1000 Kg Hai. Ek Lot Ki Size 5000 Kg (5 Mt) Hai. Aluminium Ki Tick Size 0.05 Hai. Iska Matlab Hai Ki Aluminium Ki Price 1000 Hai. Jab Aluminium Ki Price Up And Down Hogi, Tab Wo 1000.05 Ya Fir 999.95 Hogi. Agar Aluminium Me Ek Tick Size Me Change Hoga To 250 Ka Profit Ya Fir 250 Ka Loss Hoga. Agar Aluminium Ki Price Me ₹ 1 Ka Change Aayega To Apka 5000 Ka Profit Ya Fir 5000 Ka Loss Hoga.

Silver :

Commodity

Units

Lot Size

Tick Size

Profit/Loss for per tick move

Profit/Loss for every ₹ 1 Move

Silver

1 Kg

3013030

Silver Ki Ek Unit 1 Kg Hai. Silver Ki Ek Lot Ki Size 30 Hai. Silver Ki Tick Size 1 Hai. Matlab Ye Hai Ki Silver Ki Price 1000 Hai. Tab Silver Ki Price Up And Down Hogi. Tab 1001 Ya Fir 999 Hogi. Silver Mein 1 Tick Size Mein Up And Down Hoga To 30 Ka Profit Ya Fir 30 Ka Loss Hoga. Silver Mein ₹ 1 Ka Change Ayega To Aapka 30 Ka Profit Ya Fir 30 Ka Loss Hoga.

Copper :

Commodity

Units

Lot Size

Tick Size

Profit/Loss for per tick move

Profit/Loss for every ₹ 1 Move

Copper

1 Kg

2500 gm (2.5kg)

0.05

1252500

Copper Ki Ek Unit 1 Kilogram Hai. Ek Lot Copper Ka Size 2500 Gram (2.5 Kilogram) Hai. Copper Ki Tick Size 0.05 Hai. Iska Matlab Hai Ki Copper Ki Price 1000 Hogi. Jab Copper Ki Price Up And Down Hogi, Toh Woh 1000.05 Ya Phir 999.95 Hogi. Copper Me Ek Tick Size Me Up And Down Hoga. Tab 125 Ka Profit Ya Fir 125 Ka Loss Hoga. Copper Me ₹1 Ka Change Aayega Toh Aapka 2500 Ka Profit Ya Fir 2500 Ka Loss Hoga.